Hi Friends
I am Akksar Allahabadi...an indie film maker ,script writer and Lyricist..
Aaj se main shuru kar rahaa hun apna blog..bus aap logon ka sath chahiye..
...Aksar...
Bachpan me main aksar
Apne dil se kahta..
Bina khambon ke aasmaan kaise hai tika rahta..
Bachpan me log the kahte
Ki zamin ke neeche dahkte sholey hain bahte...
Ye aasmaan gir na jaaye kahin
Ye zamin phat na jaaye kahin
Ye soch ke main darr jata aksar..
Aur lipat jata apne maa se jaakar..
Lekin
Aaj un baaton pe hasi chhoota karti hai
Kyunki
Ab to aksar aasmaan gira karta hai
Ab to aksar zameen phataa karti hai..
....@AkksarAllahabadi...

No comments:
Post a Comment